Galiyaan Galiyaan Dhoondh Chuki Main - Badal Aur Bijli 1973
title: galiyaa.N-galiyaa.N Dhuu.NDh chukii mai.n
film: Badal Aur Bijlee, 1973
starring: Shabnam, Nadeem
singer: Noor Jehan, music: Sohail Rana, lyrics: Fayyaz Hashmi
Audio on:
Contributor: Pulkit Sharma, Transliterator: Pulkit Sharma
Date: 14 Jan 2005
Series: Noor-E-Tarannum
Comments:
galiyaa.N\-galiyaa.N Dhuu.NDh chukii mai.n\-2
kahaa.N ho bataa do saajanaa\-3
galiyaa.N\-galiyaa.N Dhuu.NDh chukii mai.n\-2
ye sochaa thaa sapane hamaare
ik din puure ho jaa_e.Nge
saath jiye.nge saath mare.nge
ik duuje me.n kho jaa_e.Nge
bikhare sapane saare ro\-ro nainaa haare
puure hu_e naa armaan
kaahaa.N ho bataa do saajanaa
galiyaa.N\-galiyaa.N Dhuu.NDh chukii mai.n\-2
naa ta.Dapaa_o aa bhii jaa_o
dard\-e\-judaa_ii sah naa sakuu.Ngii
giit hai.n jo mere dil ke
aur kisii se kah naa sakuu.Ngii
TuuTe aas ke taare meraa pyaar pukaare
tum bin suunaa hai jahaa.N
kaahaa.N ho bataa do saajanaa
galiyaa.N\-galiyaa.N Dhuu.NDh chukii mai.n\-2
kaahaa.N ho bataa do saajanaa\-2
galiyaa.N\-galiyaa.N Dhuu.NDh chukii mai.n\-3
| < Prev | Next > |
|---|
















